Kyun yaad tum itna aate ho...?Kyun hum ko tum tarpaate ho...?Gum sum gum sum hain aaj sahar se hum...Kyun itna hamain sataate ho...?Aadi hogaye hain us sitam ke hum...Jo aadatan humpe dhaate ho.Tumhain khayaalon se gar nikaal bhi dain...To khwaabon main aajaate ho.Hum lab se nahin karte izhaar-e-mohabbat...Tum aankhain hii nahin parh paate ho.0300 2711 588 / 0333 9968 674

Your Comment Comment Head Icon

Login